EntertainmentLyricsMusicYeh Kahan Aa Gaye Hum Song Lyrics – Silsila – Lata Mangeshkar, Amitabh Bacchan by Payal Madaan June 23, 2023 by Payal Madaan June 23, 2023 128 views“Yeh Kahan Aa Gaye Hum” is a soul-stirring song from the classic Bollywood film “Silsila.” Composed by the legendary duo Shiv-Hari and penned by Javed Akhtar, it encapsulates the essence of love, longing, and emotional turmoil. Sung with sheer passion by Lata Mangeshkar and Amitabh Bachchan, the song beautifully portrays the complexities of forbidden love and the pain of societal expectations. Its haunting melody, coupled with evocative lyrics, strikes a chord with listeners, touching their hearts and stirring deep emotions. “Yeh Kahan Aa Gaye Hum” remains an iconic composition, etched in the annals of Indian cinema, forever treasured for its timeless beauty.Song-Yeh Kahan Aa Gaye HumAlbum-Silsila (1981)Singer-Lata Mangeshkar, Amitabh BachchanMusician-Shiv-HariLyricist-Javed AkhtarStar Cast-Shashi Kapoor, Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan etc.Main aur meri tanhai, aksar yeh baatein karte hainTum hoti to kaisa hotaTum yeh kehti, tum woh kehtiTum is baat pe hairan hotiTum us baat pe kitni hanstiTum hoti to aisa hota, tum hoti to waisa hotaMain aur meri tanhai, aksar yeh baatein karte hainYeh kahan aa gaye humYoon hi sath sath chalteTeri baahon mein hai jaanamYeh kahan aa gaye humYoon hi sath sath chalteYeh raat hai ya tumhari zulfein khuli huyi hainHai chandni ya tumhari nazron seMeri raatein dhuli huyi hainYeh chaand hai ya tumhara kanganSitare hain ya tumhara aanchalHawa ka jhonka hai ya tumhare badan ki khushbuYeh pattiyon ki hai sarsarahatKe tumne chupke se kuchh kaha haiYeh sochta hoon main kabse gumsumKi jabki mujhko bhi yeh khabar haiKi tum nahin ho, kahin nahin hoMagar yeh dil hai ki keh raha haiTum yahin ho, yahin kahin hoTu badan hai main hoon chhayaTu na ho to main kahan hoonMujhe pyar karne waleTu jahan hai main wahan hoonHumein milna hi tha humdamKisi raah bhi nikalteYeh kahan aa gaye humYoon hi sath sath chalteMeri saans saans mehkeKoyi bheena bheena chandanTera pyar chandni haiMera dil hai jaise aanganHuyi aur bhi mulayamMeri shaam dhalte dhalteYeh kahan aa gaye humYoon hi sath sath chalteMajboor yeh halaat idhar bhi hai, udhar bhiTanhai ke ek raat idhar bhi hai, udhar bhiKahne ko bahut kuchh haiMagar kis se kahein humKab tak yoon hi khamosh rahein aur sahein humDil kehta hai duniya ki har ek rasm utha deinDeewar jo hum dono mein hai aaj gira deinKyon dil mein sulagte rahein logon ko bata deinHaan humko mohabbat hai, mohabbat hai, mohabbat haiAb dil mein yehi baat idhar bhi hai, udhar bhiYeh kahan aa gaye humYoon hi sath sath chalteYeh kahan aa gaye hum Amitabh BacchanHindi SongsJaved AkhtarLata MangeshkarSilsila Share 0 FacebookTwitterWhatsapp Payal Madaan previous post Jab Se Tumko Dekha Song Lyrics – Kaalia – Antara Chowdhury, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Usha Rege next post Tere Kaaran Mere Saajan Sog Lyrics – Aan Milo Sajna – Lata Mangeshkar You may also like Taarefon Se Song Lyrics – Dear Zindagi – Arijit Singh July 19, 2023 Ae Zindagi Gale Laga Le Song Lyrics – Dear Zindagi... July 19, 2023 Piya Tu Piya Song Lyrics – Dongri Ka Raja –... July 19, 2023 Mera Ishq Song Lyrics – Saansein- Arijit Singh July 19, 2023 Mehram Song Lyrics – Dr Arora – Arijit Singh July 19, 2023 Dekh Lena Song Lyrics – Tum Bin 2 – Arijit... July 19, 2023