EntertainmentGeneralLyricsMusicShayad Meri Shaadi Ka Khayal Song Lyrics – Souten – Lata Mangeshkar, Kishore Kumar by Payal Madaan May 28, 2023 by Payal Madaan May 28, 2023 130 views“Shayad Meri Shaadi Ka Khayal” is a timeless Hindi song from the film “Souten” released in 1983. Sung by legendary singers Lata Mangeshkar and Kishore Kumar, the song beautifully captures the essence of love and marriage. With its soulful melody and heartwarming lyrics penned by Saawan Kumar Tak, it became an instant hit and remains a popular choice at weddings even today. The song’s gentle rhythm and expressive vocals evoke emotions of joy, anticipation, and romance. “Shayad Meri Shaadi Ka Khayal” continues to be a beloved classic, reminding us of the everlasting power of love and the sanctity of marriage.Song-Shayad Meri Shaadi Ka KhayalAlbum-Souten (1983)Singer-Lata Mangeshkar, Kishore KumarMusician-Usha KhannaLyricist-Saawan KumarStar Cast-Rajesh Khanna, Tina Munim, Padmini Kolhapure etc.Director-Sawan KumarShayad meri shaadi ka khayalShayad meri shaadi ka khayalDil mein aaya haiIsiliye mummy ne meriTumhein chai pe bulaya haiKya kaha phir se dohraoShayad meri shaadi ka khayalShayad meri shaadi ka khayalDil mein aaya haiIsiliye mummy ne meriTumhein chai pe bulaya haiHmmPanchhi akela dekh mujhePanchhi akela dekh mujheYeh jaal bichhaya haiIsiliye mummy ne teriMujhe chai pe bulaya haiKyun hai naNahi nahiTheek tum char baje ghar chale aanaMera hath maang lena zara na sharmanaTheek tum char baje ghar chale aanaMera hath maang lena zara na sharmanaSaat phere mere sang sapne dekh rahi hoKhili huyi dhoop mein taare dekh rahi hoArre nahi nahi baba chai nahi peenaKyun kyunTauba meri tauba maaf kar denaInhi adaon par to haayeApna dil aaya haiIsiliye mummy ne meriTumhein chai pe bulaya haiNa na na na na naPanchhi akela dekh mujheYeh jaal bichhaya haiIsiliye mummy ne teriMujhe chai pe bulaya haiDillagi na karoChhedo na humko sanamHaan kaho ghar chaloTumko meri kasamDillagi na karoChhedo na humko sanamHaan kaho ghar chaloTumko meri kasamJaan-e-man maana humTum pe marte hainPyaar to theek haiShaadi se darte hainShaadi se pahle toSab achha lagta haiSaari umar ko phir rona padta haiInhi adaaon par to haayeApna dil aaya haiIsiliye mummy ne meriTumhein chai pe bulaya haiArre panchhi akela dekh mujheYeh jaal bichhaya haiIsiliye mummy ne teriMujhe chai pe bulaya haiArre nahi babaShayad meri shaadi ka khayalDil mein aaya haiIsiliye mummy ne meriTumhein chai pe bulaya hai Kishore KumarLata MangeshkarPadmini KolhapureRajesh KhannaSoutenTina Munin Share 0 FacebookTwitterWhatsapp Payal Madaan previous post Oh Mere Dil Ke Chain Song Lyrics – Mere Jeevan Saathi – Kishore Kumar next post Wada Karo Nahin Chodoge Tum Mera Saath Song Lyrics – Aa Gale Lag Jaa – Kishore Kumar, Lata Mangeshkar You may also like Taarefon Se Song Lyrics – Dear Zindagi – Arijit Singh July 19, 2023 Ae Zindagi Gale Laga Le Song Lyrics – Dear Zindagi... July 19, 2023 Piya Tu Piya Song Lyrics – Dongri Ka Raja –... July 19, 2023 Mera Ishq Song Lyrics – Saansein- Arijit Singh July 19, 2023 Mehram Song Lyrics – Dr Arora – Arijit Singh July 19, 2023 Dekh Lena Song Lyrics – Tum Bin 2 – Arijit... July 19, 2023