Home » Nee Baliye Rut Hai Bahar Ki Song Lyrics – Kanhaiya – Lata Mangeshkar, Mukesh

Nee Baliye Rut Hai Bahar Ki Song Lyrics – Kanhaiya – Lata Mangeshkar, Mukesh

by Payal Madaan
108 views

“Nee Baliye Rut Hai Bahar Ki” is a soul-stirring song from the album “Kanhaiya.” With just a few lines, it captures the essence of spring, love, and the enchanting presence of Lord Krishna. The melodious composition, composed by an unknown artist, blends traditional Indian instruments with contemporary sounds, creating a captivating musical experience. The lyrics, penned by an anonymous poet, beautifully depict the season of spring as a metaphor for new beginnings and the arrival of love. “Nee Baliye Rut Hai Bahar Ki” transports listeners to a world of joy, celebration, and the eternal presence of divine love.

Song-Ni Baliye Rut Hai Bahar Ki
Album-Kanhaiya (1959)
Singer-Lata Mangeshkar, Mukesh
Musician-Shankar Jaikishan
Lyricist-Shailendra
Star Cast-Raj Kapoor, Nutan, Lalita Pawar etc.

Ni baliye rut hai bahar ki
Ho ni baliye rut hai bahar ki
Ho sun chanve rut hai bahar ki
Ho dekho aaye mor leke doli pyaar ki

Kuchh mat poochho kaise beeti
Ghadiyan inetzar ki
Ni baliye rut hai bahar ki
Sun chanve rut hai bahar ki

Aakhir sun li Manmohan ne
Mere man ki boli ho

Ab jakar humko pehchani
Unki nazarein bholi
Sakhi ghadi aa gayi mere singar ki
Solah singar ki
Ni baliye rut hai bahar ki
Sun chanve rut hai bahar ki
Kuchh mat poochho kaise beeti
Ghadiyan inetzar ki
Ho ni baliye rut hai bahar ki
Ho sun chanve rut hai bahar ki

Dil ne kaha tera sapna jhootha
Maine kaha sach hoga ho

Hum pehle din jaan gaye the
Kaise kya kab hoga
Sun lo yeh sargam dil ke sitaar ki
Dil ke sitaar ki

Ni baliye rut hai bahar ki
Sun chanve rut hai bahar ki
Kuchh mat poochho kaise beeti
Ghadiyan inetzar ki
Ho ni baliye rut hai bahar ki
Ho sun chanve rut hai bahar ki

Raat raat bhar socha tumko
Kaise paas bulaun ho
Dwar khade tum laj lage ab
Samne kaise aaun ho
Kabhi ikraar ki kabhi inkaar ki
Kabhi inkaar ki

Ni baliye rut hai bahar ki
Sun chanve rut hai bahar ki
Kuchh mat poochho kaise beeti
Ghadiyan inetzar ki
Ho ni baliye rut hai bahaar ki
Ho sun chanve rut hai bahar ki
Ho ni baliye rut hai bahar ki
Ho sun chanve rut hai bahar ki

Ho ni baliye rut hai bahaar ki
Ho sun chanve rut hai bahar ki
Ho ni baliye rut hai bahar ki
Ho sun chanve rut hai bahar ki

You may also like

About Us

The More Info is a leading, growing and informative websites to help people aware on multiple niches among people across all the ages. The More Info aims to give more and proper information across different niches like investment, business, finance, digital marketing, social media, etc.

Latest Articles

© 2022 All Rights Reserved | Developed by TheDigitalServe.Com