“Mere Rang Mein Rangane Wali” is a melodious song from the Bollywood film “Maine Pyar Kiya” released in 1989. The song beautifully captures the essence of young love and portrays the blossoming romance between the lead characters. Sung by the talented S.P. Balasubrahmanyam, the song is composed by Raamlaxman and penned by Dev Kohli. The enchanting lyrics and soulful melody evoke a sense of joy and longing, perfectly complementing the innocent and pure love depicted in the movie. “Mere Rang Mein Rangane Wali” continues to be a timeless classic, treasured by fans of Hindi cinema even today.
Song-Mere Rang Mein Rangne Wali
Album-Maine Pyar Kiya (1989)
Singer-S. P. Balasubramaniam
Musician-Ram Laxman
Lyricist-Asad Bhopali
Star Cast-Salman Khan, Bhagyashree, Alok Nath etc.
Director-Sooraj Barjatya
Mere rang mein rangne wali
Pari ho ya ho pariyo ki Rani
Ya ho meri prem kahani
Mere sawalon ka jawaab do, do na!
Mere rang mein rangne wali
Pari ho ya ho pariyo ki Rani
Ya ho meri prem kahani
Mere sawalon ka jawaab do, do na!
Bolo na kyun yeh chaand sitare
Taqte hain yun mukhde ko tumhaare
Bolo na kyun yeh chaand sitare
Taqte hain yun mukhde ko tumhaare
Choo ke badan ko hawaa kyon mehki
Raat bhi hai kyun behki behki
Mere sawalon ka jawaab do, do na!
Kyun ho tum sharmayi huyi si
Lagti ho kucch ghabrayi hui si
Ho kyun ho tum sharmayi huyi si
Lagti ho kucch ghabrayi hui si
Dhalka hua sa anchal kyun hai
Yeh mere dil mein halchal kyun hai
Mere sawalon ka jawaab do, do na!
Donon taraf benaam si uljhan
Jaise milein ho doolha-dulhan
Haan haan haan haan haan..
Donon taraf benaam si uljhan
Jaise milein ho doolha-dulhan
Donon ki aisi haalat kyun hai
Aakhir itni mohabbat kyun hai
Mere sawalon ka jawaab do, do na!
Mere rang mein rangne wali
Pari ho ya ho pariyo ki Rani
Ya ho meri prem kahani
Mere sawalon ka jawaab do, do na!