Home » Humne Dekhi Hai In Aankhon Ki Mehakti Khusboo Song Lyrics – Khamoshi – Lata Mangeshkar

Humne Dekhi Hai In Aankhon Ki Mehakti Khusboo Song Lyrics – Khamoshi – Lata Mangeshkar

by Payal Madaan
131 views

“Humne Dekhi Hai In Aankhon Ki Mehakti Khusboo” is a mesmerizing song from the movie “Khamoshi.” Composed by Jatin-Lalit and beautifully sung by Lata Mangeshkar, it captivates the essence of unspoken love and longing. The song’s enchanting melody combined with its heartfelt lyrics evokes a sense of nostalgia and deep emotions. The fragrance of blossoming romance fills the air as the lyrics poetically describe the intoxicating scent emitted from the eyes of the beloved. This timeless classic has become an anthem for love, showcasing the power of music to evoke vivid imagery and touch the hearts of listeners for generations to come.

Song: Humne Dekhi Hai
Album-Khamoshi (1969)
Singer-Lata Mangeshkar
Musician-Hemant Kumar
Lyricist-Gulzar
Star Cast-Rajesh Khanna, Waheeda Rehman, Sneh Lata etc.

Humne dekhi hai
Un aankhon ki mehakti khusboo
Hath se chhoo ke ise
Rishton ka ilzaam na do

Sirf ehsaas hai yeh
Rooh se mehsoos karo
Pyaar ko pyaar hi rehne do
Koyi naam na do

Humne dekhi hai
Un aankhon ki mehakti khusboo

Hath se chhoo ke ise
Rishton ka ilzaam na do
Humne dekhi hai
Pyaar koyi bol nahi
Pyaar aawaz nahi
Ek khamoshi hai
Sunti hai kaha karti hai

Na yeh bujhti hai na rukti hai
Na thehri hai kahin
Noor ki boond hai
Sadiyon se baha karti hai

Sirf ehsaas hai yeh

Rooh se mehsoos karo
Pyaar ko pyaar hi rehne do
Koyi naam na do

Humne dekhi hai
Un aankhon ki mehakti khusboo
Hath se chhoo ke ise
Rishton ka ilzaam na do
Humne dekhi hai

Muskurahat si khili rehti hai
Aankhon mein kahin
Aur palkon pe ujaale se
Jhuke rehte hain
Honth kuchh kehte nahi
Kaanpte honthon pe magar
Kitne khamosh se
Afsane ruke rehte hain

Sirf ehsaas hai yeh
Rooh se mehsoos karo
Pyaar ko pyaar hi rehne do
Koyi naam na do

Humne dekhi hai
Un aankhon ki mehakti khusboo
Hath se chhoo ke ise
Rishton ka ilzaam na do
Humne dekhi hai

You may also like

About Us

The More Info is a leading, growing and informative websites to help people aware on multiple niches among people across all the ages. The More Info aims to give more and proper information across different niches like investment, business, finance, digital marketing, social media, etc.

Latest Articles

© 2022 All Rights Reserved | Developed by TheDigitalServe.Com