Home » Chhup Gaye Saare Nazare Song Lyrics – Do Raaste – Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar

Chhup Gaye Saare Nazare Song Lyrics – Do Raaste – Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar

by Payal Madaan
112 views

“Chhup Gaye Saare Nazare” is a timeless Hindi song from the classic Bollywood film “Do Raaste.” Released in 1969, the song beautifully captures the essence of love and romance. Sung by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi, the melodious duet is composed by the legendary music director Laxmikant-Pyarelal. With its soulful lyrics penned by Anand Bakshi, the song evokes emotions of longing and devotion. The enchanting melody and heartfelt vocals make it a favorite among music lovers even after several decades. “Chhup Gaye Saare Nazare” remains an evergreen gem that continues to resonate with audiences, transcending time and generations.

Song-Chhup Gaye Sare Nazare
Album-Do Raaste (1969)
Singer-Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
Musician-Laxmikant, Pyarelal
Lyricist-Anand Bakshi
Star Cast-Rajesh Khanna, Mumtaz, Prem Chopra etc.

Chhup gaye sare nazare
Oye kya baat ho gayi
Chup gaye sare najare
Oye kya baat ho gayi
Toone kajal lagaya
Din mein raat ho gayi
Toone kajal lagaya
Din mein raat ho gayi

Mil gaye naina se naina
Oye kya baat ho gayi

Mil gaye naina se naina
Oye kya baat ho gayi
Dil ne dil ko pukara mulakat ho gayi
Dil ne dil ko pukara mulakat ho gayi
Kal nahi aana mujhe na bulana
Ke marega taana zamana
Kal nahi aana mujhe na bulana
Ke marega taana zamana
Tere hothon pe raat yeh bahana tha
Gori tujhko to aaj nahi aana tha

Tu chali aayi duhayi
Oye kya baat ho gayi

Tu chali aayi duhayi
Oye kya baat ho gayi

Maine chhoda zamana
Tere sath ho gayi
Ho maine chhoda zamana
Tere sath ho gayi
Ho toone kajal lagaya
Din mein raat ho gayi

Ambua ki daali pe gaaye matwali
Koyaliya kaali niraali
Ambua ki daali pe gaaye matwali
Koyaliya kaali niraali
Sawan aane ka kuchh matlab hoga
Baadal chhane ka koyi sabab hoga

Rimjhim chhaye ghatayein
Oye kya baat ho gayi
Rimjhim chhaye ghatayein
Oye kya baat ho gayi

Teri chunri lehrayi barsaat ho gayi
Teri chunri lehrayi barsaat ho gayi
Dil ne dil ko pukara mulakat ho gayi

Chhod na baiyan padun tere paiyan
Taaron ki chhaiyan mein saiyan
Chhod na baiyan padun tere paiyan
Taaron ki chhaiyan mein saiyan
Ik woh din tha milaati na thi tu akhiyan
Ik yeh din hai tu jaage saari-saari ratiyan

Ban gayi gori chakori
Oye kya baat ho gayi
Ban gayi gori chakori
Oye kya baat ho gayi
Jiska dar tha bedardi wohi baat ho gayi
Ho jiska dar tha bedardi wohi baat ho gayi

Chhup gaye sare nazare
Oye kya baat ho gayi
Dil ne dil ko pukara mulakat ho gayi
Dil ne dil ko pukara mulakat ho gayi

You may also like

About Us

The More Info is a leading, growing and informative websites to help people aware on multiple niches among people across all the ages. The More Info aims to give more and proper information across different niches like investment, business, finance, digital marketing, social media, etc.

Latest Articles

© 2022 All Rights Reserved | Developed by TheDigitalServe.Com