Home » Aisi Deewangi Dekhi Nahi Song Lyrics – Deewana – Alka Yagik, Vinod Rathore

Aisi Deewangi Dekhi Nahi Song Lyrics – Deewana – Alka Yagik, Vinod Rathore

by Payal Madaan
158 views

“Aisi Deewangi Dekhi Nahi” is a mesmerizing song from the Bollywood film “Deewana.” Composed by Nadeem-Shravan and sung by Vinod Rathod and Alka Yagnik, it beautifully captures the essence of passionate love. The song’s soulful melody, coupled with heartfelt lyrics by Sameer, evokes deep emotions and leaves a lasting impact on the listeners. The chemistry between the film’s lead actors, Shah Rukh Khan and Divya Bharti, adds to the song’s charm. “Aisi Deewangi Dekhi Nahi” became an instant hit upon its release in 1992 and continues to be cherished by fans, serving as a timeless reminder of the intensity of love.

Song-Aisi Deewangi
Album-Deewana (1992)
Singer-Alka Yagnik, Vinod Rathod
Musician-Nadeem-Shravan
Lyricist-Sameer
Star Cast-Divya Bharti, Rishi Kapoor, Shah Rukh Khan etc.
Director-Raj Kanwar

Aisi deewangi
Dekhi nahi kahin
Maine isliye

Aisi deewangi dekhi nahi kahin
Maine isliye
Jaane jaana deewana
Tera naam rakh diya
Tera naam rakh diya
Haan naam rakh diya
Tera naam rakh diya

Mera naseeb hai jo mere yaar ne
Hans ke pyaar se
Bekhudi mein deewana
Mera naam rakh diya
Mera naam rakh diya
Haan naam rakh diya
Mera naam rakh diya

Toone pehli nazar mein sanam
Mere dil ko churaya
Toone pehli nazar mein sanam
Mere dil ko churaya

Huyi duniya se parayi

Tujhe apna banaya
Bina dekhe tujhe ab na aaye karaar
Har ghadi hai mujhe ab tera intezar

Aisi deewangi dekhi nahi kahin
Maine isliye
Jaane jaana deewana
Tera naam rakh diya
Tera naam rakh diya
Haan naam rakh diya
Tera naam rakh diya

Teri chahat ki chaandi meri
Aankhon mein bas gayi
Teri chahat ki chaandi meri
Aankhon mein bas gayi

Yeh khushbu tere jism ki
Meri saanson mein bas gayi
Tu meri aarzu tu hai meri wafa
Zindagi mein kabhi ab na honge juda

Aisi deewanagi dekhi nahi kahin
Maine isliye
Jaane jaana deewana
Tera naam rakh diya
Tera naam rakh diya
Haan naam rakh diya
Tera naam rakh diya

Mera naseeb hai jo mere yaar ne
Hans ke pyaar se
Bekhudi mein deewana
Mera naam rakh diya
Mera naam rakh diya
Haan naam rakh diya
Mera naam rakh diya

Jaane jaana deewana
Tera naam rakh diya

You may also like

About Us

The More Info is a leading, growing and informative websites to help people aware on multiple niches among people across all the ages. The More Info aims to give more and proper information across different niches like investment, business, finance, digital marketing, social media, etc.

Latest Articles

© 2022 All Rights Reserved | Developed by TheDigitalServe.Com