Home » Khoya Khoya Chand Khula Aasman – Kala Bazar – Song Lyrics – Mohammed Rafi

Khoya Khoya Chand Khula Aasman – Kala Bazar – Song Lyrics – Mohammed Rafi

by Payal Madaan
129 views

“Khoya Khoya Chand Khula Aasman” is a mesmerizing song from the Bollywood film “Kala Bazar” released in 1960. The lyrics, penned by Shailendra, beautifully capture the longing and romance of the protagonist. The song, composed by S.D. Burman, is a poetic depiction of a lover’s yearning for the moonlit sky and his beloved. The words evoke a sense of enchantment and evoke imagery of a mystical night, where the moon shines brightly, illuminating the vast expanse of the open sky. The song’s serene melody, combined with the heartfelt lyrics, makes it an eternal classic that continues to touch hearts even today.

Song Title–Khoya Khoya Chand Khula Aasman
Movie–Kala Bazar (1960)
Director–Vijay Anand
Starring–Dev Anand, Waheeda Rehman, Nanda, Vijay Anand, Leela Chitnis, Kishore Sahu
Music–S.D. Burman
Singer–Mohammed Rafi
Lyricist–Shailendra
Music Label–Saregama India Ltd.

Khoya khoya chand khula aasman
Aankhon mein sari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi

Oh oh
Khoya khoya chand khula aasman
Aankhon mein sari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh
Khoya khoya chand

Masti bhari hawa jo chali
Masti bhari hawa jo chali
Khil khil gayi yeh dil ki kali
Mann ki gali mein hai khalbali
Ke unko to bulao

Oh ho ho ho ho
Khoya khoya chand khula aasman
Aankhon mein sari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh
Khoya khoya chand

Taare chale nazare chale
Taare chale nazare chale
Sang sang mere woh sare chale
Charo taraf ishare chale
Kisi ke toh ho jao

Oh ho ho ho ho
Khoya khoya chand khula aasman
Aankhon mein sari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh
Khoya khoya chand

Aisi hi raat bheegi si raat
Aisi hi raat bheegi si raat
Hatho mein hath hote woh saath
Keh lete unse dil ki ye baat
Ab toh na satao

Oh ho ho ho ho
Khoya khoya chand khula aasman
Aankhon mein sari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi
Oh oh
Khoya khoya chand

Hum mit chale jinke liye
Hum mit chale hain jinke liye
Bin kuch kahe woh chup chup rahe
Koi jara yeh unse kahe
Na aise aazmao

Oh ho ho ho ho
Khoya khoya chand khula aasman
Aankhon mein sari raat jaayegi
Tumko bhi kaise neend aayegi

Oh oh
Khoya khoya chand
Khoya khoya chand
Khoya khoya chand
Khoya khoya chand…

You may also like

About Us

The More Info is a leading, growing and informative websites to help people aware on multiple niches among people across all the ages. The More Info aims to give more and proper information across different niches like investment, business, finance, digital marketing, social media, etc.

Latest Articles

© 2022 All Rights Reserved | Developed by TheDigitalServe.Com