“Agar Tum Na Hote” is a soul-stirring song that captivates hearts with its timeless melody and poignant lyrics. Originally composed by R.D. Burman and beautifully sung by Kishore Kumar, this Hindi classic effortlessly conveys the depths of love and longing. The song’s emotional intensity is elevated by Lata Mangeshkar’s heartfelt rendition, evoking a sense of yearning and melancholy. Its lyrical simplicity and haunting musical arrangement make it an evergreen favorite among music lovers. “Agar Tum Na Hote” is a musical masterpiece that continues to resonate, reminding us of the profound emotions that love can inspire.
Song-Agar Tum Na Hote
Album-Agar Tum Na Hote (1983)
Singer-Kishore Kumar
Musician-R. D. Burman
Lyricist-Gulshan Bawra
Star Cast-Rajesh Khanna, Rekha, Raj Babbar etc.
Director-Lekh Tandon
Humein aur jeene ki chahat na hoti
Humein aur jeene ki chahat na hoti
Agar tum na hote
Agar tum na hote
Humein aur jeene ki chahat na hoti
Agar tum na hote
Agar tum na hote
Tumhein dekh ke to lagta hai aise
Baharon ka mausam aaya ho jaise
Tumhein dekh ke to lagta hai aise
Baharon ka mausam aaya ho jaise
Dikhayi na deti andheron mein jyoti
Agar tum na hote agar tum na hote
Humein aur jeene ki chahat na hoti
Agar tum na hote
Agar tum na hote
Humein jo tumhara sahara na milta
Bhanwar mein hi rehte kinaara na milta
Humein jo tumhara sahara na milta
Bhanwar mein hi rehte kinaara na milta
Kinaare pe bhi to lehar aa duboti Agar tum na hote agar tum na hote
Humein aur jeene ki chahat na hoti
Agar tum na hote
Agar tum na hote